Lyrics of Bhula Diya Bhula Diya : Dus Kahaniyaan
Movie: Dus Kahaniyaan
Director: Sanjay Gupta, Apoorva Lakhia, Hansal Mehta, Jasmeet Dhodi, Meghna Gulzar, Rohit
Producer: Sanjay Gupta
Music Director: Anand Raj Anand
Singers: Anand Raj Anand,
Lyricis: Ibrahim Ashq
Actor/Actoress: Arbaaz Khan, Sanjay Dutt, Nana Patekar, Suniel Shetty, Vivek Oberoi, Vidya Balan, Aftab Shivdasani, Bipasha Basu, Diya Mirza, Dino Morea, Esha Deol, Jeetendra, Jimmy Shergill, Manoj Bajpai, Neha Dhupia, Rohit Roy, Soha Ali Khan, Tanushree Dutta
Kabhi aayato mein padha tujhe
Kabhi harf harf likha tujhe
Kabhi aayato mein padha tujhe
Kabhi harf harf likha tujhe
Kabhi dil se tujhko pukar ke
Koi sher apna suna diya
Bhula diya bhula diya
Tere ishq mein khud ko bhula diya
Bhula diya bhula diya
Tere ishq mein khud ko bhula diya
oohh..
Yeh ajeeb ishq ke khel hain
Jahan lazton mein kami nahi
Yeh ajeeb ishq ke khel hai
Jahan lazton mein kami nahi
Kabhi maine tujhko hasa diya
Kabhi Maine tujhko hasa diya
Kabhi tune mujhko rula diya
Bhula diya bhula diya
Tere ishq mein khud ko bhula diya
Bhula diya bhula diya
Tere ishq mein khud ko bhula diya
Bhula diya bhula diya
Ishq mein khud ko bhula diya
Bekhudi mein maza aa raha hai bada
Dil tabah hai to kya dil tabah hai to kya
Teri raah se jo nikal gaye
Woh deewane banke machal gaye
oo..
Teri raah se jo nikal gaye
Woh deewane banke machal gaye
Kabhi humne ki teri arzoo
Kabhi humne ki teri arzoo
To bata de yeh kya gunah kiya
Bhula diya bhula diya
Tere ishq mein khud ko bhula diya
Bhula diya bhula diya
Tere ishq mein khud ko bhula diya
hoo..
Kabhi aayato mein padha tujhe
Kabhi harf harf likha tujhe
Kabhi dil se tujhko pukar ke
Koi sher apna suna diya
Bhula diya bhula diya
Tere ishq mein khud ko bhula diya
Bhula diya bhula diya
Tere ishq mein khud ko
Bhula diya bhula diya
Ishq mein khud ko bhula diya
Filed under: Dus Kahaniyaan, Hindi Songs |
No Responses to “Lyrics : ‘Pappu Can’t Dance’ of Jaane Tu Ya Jaane Na”
Please Wait
Leave a Reply