Lyrics of Masha Allah:Saawariya
Movie : Saawariya
Music Director: Monty Sharma
Director: Sanjay Leela Bhansali
Producer: SLB Productions
Lyricis: Sameer
Actor/Actoress: Ranbir Kapoor, Sonam Kapoor, Rani Mukherjee, Salman Khan (special appearance)
Gumsum Chandni ho
naazneen ho
ya koi hoor ho
dilnasheen ho
dilkasheen ho
ya jannat ka noor ho
Maasha allahhhh….
Maasha allahhhh….
Maasha allahhhh….
Gumsum Chandni ho
naazneen ho
ya koi hoor ho
dilnasheen ho
dilkasheen ho
ya jannat ka noor ho
Maasha allahhhh….
Maasha allahhhh….
Maasha allahhhh….
tum saba ho
ya ghata ho
kehkasha ho
sahiba ho
subah ki pehli kiran ke jaisi
bebak alhad pawan ke jaisi
khushbuein tum lutati ho
masti mein choor choor
Maasha allahhhh….
Maasha allahhhh….
Maasha allahhhh….
ho oooooooooo……
tum haya ho
tum hrida ho
tum wafa ho
tum nasha ho
khamosh nazrein sadaon jaise
tumhari batein duaon jaise
har nafas mein tum samayi ho
phir bhi ho itni door
Maasha allahhhh….
Maasha allahhhh….
Maasha allahhhh….
Gumsum Chandni ho
naazneen ho
ya koi hoor ho
dilnasheen ho
dilkasheen ho
ya jannat ka noor ho
Maasha allahhhh….
Maasha allahhhh….
Maasha allahhhh….
Filed under: Saawariya lyrics, Hindi Songs |
No Responses to “Lyrics : ‘Pappu Can’t Dance’ of Jaane Tu Ya Jaane Na”
Please Wait
Leave a Reply